Mere dil qarib,mere pass rehna
Jesi tum ho wesi he rehna
Hojaunga tumsey naraz kisi baat par toh mujhe mna Lena
Jo naraz hogyi tum,toh tumhari pasand ki ice cream tumhey m dedunga
Ruth jaayengey ek dusrey s hum kabhi toh kuch kadam tum or kuch me aagey bdadunga
Ek dusrey k saath rhey Umar bhar bass itna waada mujhsey krna
Zindagi choti padh jaaye
Pyar mujhsey itna krna
Koi baat humarey bich m aaye
Toh ek baar mujhsey bhi puch Lena
Pyar krta hun tumsey
Kabhi na saath chodunga tum dekh Lena...
-ADG
Thursday, July 25, 2019
Ek LADKI AESI BHI
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
काशी
वाराणसी या बनारस या कहो काशी, जो ख्याल सबसे पहले आता सुन कर यह नाम, वो हैं खुद à¤ोले नाथ। वो सँकरी गलियां, जो निकलती सीधे घाट पर ...
-
Teri yaado me ek aas thi Teri har baat mere Dil k paas thi Muqadar ka kehl aesa hoga, Yeh kisney jaana tha Barna har Janam me, Mene Tujhe he...
-
Khuli aankho m ab aansu nhi aatey Kyu hum zindagi ko ab raas nhi aatey Aankhen kartey h band toh chen aata h Kyu nhi hum umar bhar k liy...
-
Corona ka aagman na hota to kya hota, yeh baat har jubaan par aagayi hae Ungli utha rahey apni Dharti par, isliye khud unoney aakr kuch baat...

🥰🥰🥰❤❤❤
ReplyDelete