Friday, August 23, 2019

ME ISHQ HUN

Mere andar ek Dil h
Usko tum shaanth kradena
Me ishq hu
Yeh daastan kisiko na btadena
Is khudkarz zamaaney m
Mujhpr na kisi ko bharosha h
Sabney mujhe apney Jesa he smjha h
Apni jarurt k hisaab s mujhe apna bnaya h
M ishq Hun y tum na kisi ko btadena
Mere andar Jo Dil h
Usko tum shaanth kradena
Pyar m aksar log mar jaatey
Yapr pyar m log pyar ko he maar jaatey h
Mera kaam ab khatam hogya h
Ab toh me jism Tak reh gya Hun
Kisi ek k kehney s ab me badnaam hogya Hun
Naam tha Mera pehley kabhi
Ab me ek ghumnaam hogya Hun
Mere andar bhi Dil h
Usko tum shaanth kradena
Me ishq Hun yeh tum na kisiko btadena
Aksar log miltey h
Gehro par bharosha krtey h
Pyar unka bisthar Tak reh jaaayda h
Baatmey ek dusrey ko chod dete h
Btao ismey Mera Kya kasoor h
Kyu mujhe wo badnaam kar dete h
Me toh aaya tha tab unkey paas
Jab unko Meri jarurt thi
Unoney he mujhe dokha bolkr bhga diya
Par me toh ek Sach tha
Yeh wo kabhi jaan he na paaye
Y wo jhaan nahi
Jo mere Prabhu Krishna ji n dekha tha
Y toh wo maaya h Jo kans n uney dikhayi thi
Btaao aaj tum mujhe
Ismey Meri glti Kya h
Ishq jismo ka tum apna teh ho
Jab m aata Hun mujhsey tum Durr bhaag jaatey ho
Jaantey Bhi nahi Tum mujhe
Phir Kyu tum mujhe badnaam karjaatey ho
Mere andar ek Dil h
Uski dhadkhan ko shaanth kradena
Me ishq Hun 
Yeh tum duniya ka na btadena...
                                              -#ADG

काशी

वाराणसी या बनारस या कहो काशी, जो ख्याल सबसे पहले आता सुन कर यह नाम, वो हैं खुद भोले नाथ। वो सँकरी गलियां, जो निकलती सीधे घाट पर ...