Hindustan mera Sharir h
Toh Hindi Meri aatma
Hindustan mera Dil h
Toh Hindi mere Dil ki dhadkhan
Ab hindi kehti h
Duniya m yuh he nhi mene apna tavtaba bna liya
Jra pucho jaakr apney purwacho s
Yu he nhi vishab ki sabsey lokpriya bhaasa m ban gya
Arrey toh Kya hua,agar angrezi n mujh par itney saal shaashan kiya
Jra pucho jaakr Gandhi ji s
Kis waasha m unoney bolkar
Pure Hindustaan ko ek kiya
Bhagaya angrezi ko jab yha ki hindi n
Tab mere desh ka naam Hindustaan pda
Aaj Puri duniya m mera tabtawa h
Mere desh k prthanmantri bhi mere bhagy vidhata h
Jispar mujhe aitbaar tha
Jab us desh n he mujhe ghwar keh Diya
Jis angrezi n mujhpar shashaan kiya
Usiko pda likha keh Diya
Mujhsey muh modney lgey teh sab
Tab waapish vishab m Mera tabtwa bdaya
Angrezi k Ghar me ghus kar
Usko uski aukat btakar
Phir s us insaan n mujhe duniya s rubaru kradiya
Desh ki sewa m itna samarpit h wo
Ki INDIA ko waapish Hindustaan bna Diya
Mere wajood ko usney mitney nhi diya
Or usney phir Hindi m he bolkar
