Wo intezar he to hai,
Jo hal pal mere saath rehta hai
Tum paas nahi ho,
Par jis din saath hogi mere, us Din ka intezar rehtha hai
Kitni pyari mulaqat hogi,
Chaaro or khaamoshi hogi
Tum aaogi bhaagtey hue jab mere paas
Is dil ki dhadkhaney kitni tej houngi
Har mausam m tumhara intezar karta hun,
Bin kahey tum samjh jaao, bass us pal ka intezar karta hun,
Aaj tak kabhi milein nahi,
Isliye har pal tumhari yaadon m, tumhara intezar karta hun
Kitni bhi ladaiya ho,
Phir bhi hum saath hai
Me tumhara, or tum meri ho,
Kehna duniya ko bass itna hai
Bass ab us pal ka intezar hai
Baarishon ki boondon m, tumharey houney ka aisaash hai
Sayad mere dil ko tumharey dil s kuch Kaash lgaav hai
Wo shaam kitni hasin hogi,
Tumhari meri mulaqat hogi,
Haathon m haath houngey
Or be mausam barshaad hogi
Intezar phir bhi rahega us din ka,
Jab vaadein purey karney ki umar hogi,
