Thursday, January 30, 2020

Sawaal shaam ki roti ka

Raastey m aaj ghumnaam sa m chal rha tha
Kayi Dil deh mere saath,
Par akela mene khud ko paaya tha
Achanak se sab manjar badal gya,
Me khud ki duniya s bahar nikal aaya
Jab aankho n dekha, us rickshaw waaley ko,
Pedh(Tree) ki dehniyo s bhra tha wo,
Rickshaw waala bhi bhaut kamjor tha,
Rickshaw wo bhaut bhaari tha, khichney m usko takleef ho rahi thi
Par sayd uska na in sab par dhyaan tha,
Usko toh bass pichey bethey ek dehni jesi aurat or uskey saath bethi ek mahila, Syd uski maa or patni houngi wo, unko lekar jaana tha
Sayd sawal shaam ki roti ka tha,
Mene kadam bdaya us rickshaw ki traf, socha todi matat me krtu,
Is ulti dhlaan ko me paar kratu,
Dekha mene rickshaw k pichey, Tyre k niche s
Do kadam or chall rahey teh, sayd wo uski madat krrhey deh
Me pichey hat gya, wo aagey badh gya
Mene dekha jab palat Kar,
Khud ko kitna bewash mene paaya
Me chaatha tha waapish jaana,
Par us 4-5 saal k bachey ki mehnat dekh Kar me aagey na badh paaya....

Saturday, January 18, 2020

Wo aayega waapish Zindagi me tumharey,
Par tum na usko aaney Dena..
Maangey wo maafi hazaar baar,
Par tum na usko maaf krna..
Kya bharosha us khudaar ka,
Ki fhir s na wo tumhey dard dega..
Itna toh khuda bhi smjhtha hae,
Tabhe toh wo tumhey baar-baar us bewafa s milwakar,
Tumhey asli wafa ka aesash kra RHA hae..
"Many time God sent that same person in our life,
Just to check us, did we learn something or still we are fools."

Friday, January 17, 2020

Teri yaado me ek aas thi
Teri har baat mere Dil k paas thi
Muqadar ka kehl aesa hoga,
Yeh kisney jaana tha
Barna har Janam me,
Mene Tujhe he rab s maang liya tha..

Sunday, October 13, 2019

HINDI KA HINDUSTAAN - HINDI DIWAS SPECIAL SPEECH

Hindustan mera Sharir h
Toh Hindi Meri aatma
Hindustan mera Dil h
Toh Hindi mere Dil ki dhadkhan
Ab hindi kehti h
Duniya m yuh he nhi mene apna tavtaba bna liya
Jra pucho jaakr apney purwacho s
Yu he nhi vishab ki sabsey lokpriya bhaasa m ban gya
Arrey toh Kya hua,agar angrezi n mujh par itney saal shaashan kiya
Jra pucho jaakr Gandhi ji s
Kis waasha m unoney bolkar
Pure Hindustaan ko ek kiya
Bhagaya angrezi ko jab yha ki hindi n
Tab mere desh ka naam Hindustaan pda
Aaj Puri duniya m mera tabtawa h
Mere desh k prthanmantri bhi mere bhagy vidhata h
Jispar mujhe aitbaar tha
Jab us desh n he mujhe ghwar keh Diya
Jis angrezi n mujhpar shashaan kiya
Usiko pda likha keh Diya
Mujhsey muh modney lgey teh sab
Tab waapish vishab m Mera tabtwa bdaya
Angrezi k Ghar me ghus kar
Usko uski aukat btakar
Phir s us insaan n mujhe duniya s rubaru kradiya
Desh ki sewa m itna samarpit h wo
Ki INDIA ko waapish Hindustaan bna Diya
Mere wajood ko usney mitney nhi diya
Or usney phir Hindi m he bolkar
Pure Hindustaan ko waapish ek bna Diya.....

Friday, August 23, 2019

ME ISHQ HUN

Mere andar ek Dil h
Usko tum shaanth kradena
Me ishq hu
Yeh daastan kisiko na btadena
Is khudkarz zamaaney m
Mujhpr na kisi ko bharosha h
Sabney mujhe apney Jesa he smjha h
Apni jarurt k hisaab s mujhe apna bnaya h
M ishq Hun y tum na kisi ko btadena
Mere andar Jo Dil h
Usko tum shaanth kradena
Pyar m aksar log mar jaatey
Yapr pyar m log pyar ko he maar jaatey h
Mera kaam ab khatam hogya h
Ab toh me jism Tak reh gya Hun
Kisi ek k kehney s ab me badnaam hogya Hun
Naam tha Mera pehley kabhi
Ab me ek ghumnaam hogya Hun
Mere andar bhi Dil h
Usko tum shaanth kradena
Me ishq Hun yeh tum na kisiko btadena
Aksar log miltey h
Gehro par bharosha krtey h
Pyar unka bisthar Tak reh jaaayda h
Baatmey ek dusrey ko chod dete h
Btao ismey Mera Kya kasoor h
Kyu mujhe wo badnaam kar dete h
Me toh aaya tha tab unkey paas
Jab unko Meri jarurt thi
Unoney he mujhe dokha bolkr bhga diya
Par me toh ek Sach tha
Yeh wo kabhi jaan he na paaye
Y wo jhaan nahi
Jo mere Prabhu Krishna ji n dekha tha
Y toh wo maaya h Jo kans n uney dikhayi thi
Btaao aaj tum mujhe
Ismey Meri glti Kya h
Ishq jismo ka tum apna teh ho
Jab m aata Hun mujhsey tum Durr bhaag jaatey ho
Jaantey Bhi nahi Tum mujhe
Phir Kyu tum mujhe badnaam karjaatey ho
Mere andar ek Dil h
Uski dhadkhan ko shaanth kradena
Me ishq Hun 
Yeh tum duniya ka na btadena...
                                              -#ADG

Thursday, July 25, 2019

Ek LADKI AESI BHI


Mere dil qarib,mere pass rehna
Jesi tum ho wesi he rehna
Hojaunga tumsey naraz kisi baat par toh mujhe mna Lena
Jo naraz hogyi tum,toh tumhari pasand ki ice cream tumhey m dedunga
Ruth jaayengey ek dusrey s hum kabhi toh kuch kadam tum or kuch me aagey bdadunga
Ek dusrey k saath rhey Umar bhar bass itna waada mujhsey krna
Zindagi choti padh jaaye
Pyar mujhsey itna krna
Koi baat humarey bich m aaye
Toh ek baar mujhsey bhi puch Lena
Pyar krta hun tumsey
Kabhi na saath chodunga tum dekh Lena...
          -ADG

Saturday, May 11, 2019

Tujhe meri yaadein kyu nhi anti

Na jaaney kyu aaj teri yaadein mujhko satha rahi h
Par me kisiko bta nhi sakta
Ek galti thi tu meri zindagi ki
Sabdo m bhyaan bhi nhi kar sakta....
        -@alfaaz_dil_ke01
      -@official_adg01
     -#ADG

काशी

वाराणसी या बनारस या कहो काशी, जो ख्याल सबसे पहले आता सुन कर यह नाम, वो हैं खुद भोले नाथ। वो सँकरी गलियां, जो निकलती सीधे घाट पर ...