Chall aaj aitbaar karlete hai,
Chall aaj phir mohabbat karletey hai
Koun puchega haal humhara,
Chall aaj phir yeh dard seh lete hai
Manzil s toda khfa hojayengey,
Phir ussey mil jaayengey
Koun jaanna chaatha hai daastan humhari,
Chall aaj phir inki trha kehl lete hai
Bithey hue lamho ko phir s samet lete hai,
Yakeen maan koi kuch nhi kahega
Chall ek baar phir bachpan jee lete hai
Samey n waqt s pehley bda kartiya to kya hogya,
Chall aaj samey ko hum rauk lete hai
Todi taqleef he to hogi,
Seh lengey
Bass ghum is baat ka na rahein,
Ki kaash ek baar jee lete
In naadaniyo ko phir s kartey hai,
Jo kuch reh gya, unko phir s jeetey hai
Na sochna is baar, waqt kya kehl dikhayega
Chall aaj waqt k saath do-do haath kar letey hai
Us Ghar m phir s chaltey hai,
Jhaa sab mila kartey teh
Chall is duniya ko phir s jeena shuru kar letey hai
Waqt nhi dega gawai to kya hojaayega,
Chall ek baar phir bachpan ki sahlaako me kehd hotey hai
Chall aaj phir aitbaar kartey hai,
Apney Dil ki baat tujhsey kehtey hai
Na puchna kya goonha tha humara,
Chall ek baar phir yeh goonha karkey dekh letey hai
Chall aaj phir aitbaar krkey dekh lete hai

