Udhtey hue pankho m ek pehgaam chupa hota hai,
Tutha hua hissa hotey hai wo kisi ka,
Jinmey ek raaz chupa hota hai,
Subha ki pehli kiran m, ek sahaash chupa hota hai
Deta hai bhang murga, usmein ek swar chupa hota hai
Kaam par nikltey he, ek josh andar chupa hota hai
Har cehrey k pichey ek raaz chupa hota hai
Hastey hue log aksar murjaya nahi kartey,
Unkey hasney k pichey bhi ek raaz chupa hota hai
Jra socho us kaam m kitna dimaag lga hota hai,
Tuthey hue tukdo ko jodney m, aakhir kya raaz chupa hota hai
Pehgaam un pankho m bass itna chupa hota hai,
Tuthey hue ko kabhi girney k dard ka aisaash nahi hota hai
Ye mumkin to nahi, ki hum har waqt hsa karey
Par us hasi k pichey, na jaaney kitni raaton ka rona taqdeer m likha hota hai
Kya socha hai kabhi raat ko he kyu tanhaai ka aisaash hota hai,
Kya ye he pehli kiran ka sahaash hota hai..

Sahi h bhai
ReplyDeleteGood keep it up
ReplyDelete❤️❤️🌸
ReplyDelete😇😇🤗🤗
Delete